Kya hoga tumlogon se door hone ke baad...
PSYRS Kya hoga tumlogon se door jane ke baad Bas yahi dar dil me bhara rehta hai Honge who din na itne rangeen Bas yahi gam zara rehta hai Toh aao in lamhon ko kuch aise sajayen In palon ko itna khubsurat banaye Ki jab bhi yeh waqt hume yaad aaye Hum panchon khilkhilaker muskuraye Chahe hum zindagi me kitne bhi age badh jaye Ek dusre ko kbhi na bhulaye Kuch hi samay hai saath me ise khulker jeelo yaron Kya pata yeh waqt…yeh mauka wapas aye na aye Ab ho chuki hai tums ab ki adat kuch aisi Ki chutti hone par bhi khushi kam gham zyada hai Par soch liya hai maie hai meri chahat kuch aisi Ki kbhi peecha nhi chodungi ye mera wada hai Afsos ki par sach hai…samay pankh lagaye udh jaega Hum ek dusre ko chidhate masti krte rahenge or who din aa jaega Hume ehsaa bhi na hoga ki alag hai rahein ab hamari Pata nhi who pal mujhe…jume kitna rulaega… Hume abhi ehsaas nhi ye waqt kitna khushnaseeb hai Ehsaas tab hoga jab ye waqt chala jaega Bha...