Kya hoga tumlogon se door hone ke baad...
    PSYRS     Kya hoga tumlogon se door jane ke baad   Bas yahi dar dil me bhara rehta hai   Honge who din na itne rangeen   Bas yahi gam zara rehta hai     Toh aao in lamhon ko kuch aise sajayen   In palon ko itna khubsurat banaye   Ki jab bhi yeh waqt hume yaad aaye   Hum panchon khilkhilaker muskuraye   Chahe hum zindagi me kitne bhi age badh jaye   Ek dusre ko kbhi na bhulaye   Kuch hi samay hai saath me ise khulker jeelo yaron   Kya pata yeh waqt…yeh mauka wapas aye na aye     Ab ho chuki hai tums ab ki adat kuch aisi   Ki chutti hone par bhi khushi kam gham zyada hai   Par soch liya hai maie hai meri chahat kuch aisi   Ki kbhi peecha nhi chodungi ye mera wada hai     Afsos ki par sach hai…samay pankh lagaye udh jaega   Hum ek dusre ko chidhate masti krte rahenge or who din aa jaega   Hume ehsaa bhi na hoga ki alag hai rahein ab hamari   Pata nhi who pal mujhe…jume kitna rulaega…   Hume abhi ehsaas nhi ye waqt kitna khushnaseeb hai   Ehsaas tab hoga jab ye waqt chala jaega     Bha...